|
Tum mujhay alvida nahin kehna.
Tum se nata hy youn wafaon ka.
Jaise khushboo se hay hawaon ka.
Jaisay honton se hay duaon ka.
Jaisay rishta hay dhoop chaoon ka.
Suno bandhan na tor k jana.
Ab tere bin Mujhay nahin rahna.
Tum mujhay Alvida na kahna.
<< Back
|