Enter your email address:
Aik restaurant main gahak ghussay say waiter ko bolaya aur hukam dia kay foran apnay manager ko bolao, main yeh bad maza soap nahi pi sakta. Waiter nay masomiyat sy kaha: ap apna qeemati waqat zaaya na karain hamaray manager sahib bhi yeh soap nahi pi saktay.